Chupake se aakar is dil mein utar jaate ho,
Saanson mein meee khushabu ban ke bikhar jate ho,
kuchh yoon chala hai tere ishk ka jaadu,
Sote-jaagate tum hi tum nazar aate ho.
Saanson mein meee khushabu ban ke bikhar jate ho,
kuchh yoon chala hai tere ishk ka jaadu,
Sote-jaagate tum hi tum nazar aate ho.
चुपके से आकर इस दिल में उतर जाते हो,
सांसों में मेरी खुशबु बन के बिखर जाते हो,
कुछ यूँ चला है तेरे ‘इश्क’ का जादू,
सोते-जागते तुम ही तुम नज़र आते हो।
सांसों में मेरी खुशबु बन के बिखर जाते हो,
कुछ यूँ चला है तेरे ‘इश्क’ का जादू,
सोते-जागते तुम ही तुम नज़र आते हो।
Heart Touching Shayari, Tujhe dekhe bina
Category: Dosti Shayari, Friendship Shayari, Heart Touching Shayari, Love Shayari, Miss You Shayari, Yaad Shayari
Tujhe dekhe bina teri tasvir bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon.
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon.
तुझे देखे बिना तेरी तस्वीर बना सकता हूँ,
तुझसे मिले बिना तेरा हाल बता सकता हूँ,
है मेरी दोस्ती में इतना दम,
तेरी आँख का आँसू आपनी आँख से गिरा सकता हूँ।
तुझसे मिले बिना तेरा हाल बता सकता हूँ,
है मेरी दोस्ती में इतना दम,
तेरी आँख का आँसू आपनी आँख से गिरा सकता हूँ।
Sad Shayari, Tujhe chaha bhi to
Category: Dard Shayari, Love Shayari, Sad Shayari
Love Shayari, Jab se dekha hai
Category: Love Shayari
Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar,
koi bhi aaina acha nahin lagta,
teri mohabbat mein aise hue hai deewane,
tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta.
koi bhi aaina acha nahin lagta,
teri mohabbat mein aise hue hai deewane,
tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta.
जब से देखा है तेरी आँखों मे झाक कर,
कोई भी आईना अच्छा नहीं लगता,
तेरी मोहब्बत मे ऐसे हुए हैं दीवानें,
तुम्हें कोई और देखें अच्छा नहीं लगता।
कोई भी आईना अच्छा नहीं लगता,
तेरी मोहब्बत मे ऐसे हुए हैं दीवानें,
तुम्हें कोई और देखें अच्छा नहीं लगता।
Love Poem, Ye Dil kisi ko pana
Category: Dil Shayari, Hindi Poems Poetry, Love Shayari, Romantic Shayari
Ye Dil Kisi ko pana chahta hai,
Aur ushe apna bnana chahta hai..
Khud to chahta hai khusi se dhadkna,
Uska dil bhi dhadkana chahta hai..
Jo hasi kho gayi thi barso pehle kahin,
Fir ushe labo pe sajana chahta hai..
Tayyar hai pyar me sath chalne ke liye,
Uske har gum ko apnana chahta hai..
Mohabbat to ho hi gayi hai ab to, pr,
Ab ushi se hi chhipana chahta hai..
Ye dil ab kisi ko pana chahta hai,
Aur ushe sirf apna bnana chahta hai..
Aur ushe apna bnana chahta hai..
Khud to chahta hai khusi se dhadkna,
Uska dil bhi dhadkana chahta hai..
Jo hasi kho gayi thi barso pehle kahin,
Fir ushe labo pe sajana chahta hai..
Tayyar hai pyar me sath chalne ke liye,
Uske har gum ko apnana chahta hai..
Mohabbat to ho hi gayi hai ab to, pr,
Ab ushi se hi chhipana chahta hai..
Ye dil ab kisi ko pana chahta hai,
Aur ushe sirf apna bnana chahta hai..
ये दिल किसी को पाना चाहता है,
और उसे अपना बनाना चाहता है।
खुद तो चाहता है ख़ुशी से धड़कना,
उसका दिल भी धड़काना चाहता है।
जो हँसी खो गई थी बरसों पहले कहीं,
फिर उसे लबों पर सजाना चाहता है।
तैयार है प्यार में साथ चलने के लिए,
उसके हर गम को अपनाना चाहता है।
मोहब्बत तो हो ही गई है अब तो.. पर,
अब उसी से ही ये छिपाना चाहता है।
ये दिल अब किसी को पाना चाहता है,
और उसे सिर्फ अपना बनाना चाहता है।।
और उसे अपना बनाना चाहता है।
खुद तो चाहता है ख़ुशी से धड़कना,
उसका दिल भी धड़काना चाहता है।
जो हँसी खो गई थी बरसों पहले कहीं,
फिर उसे लबों पर सजाना चाहता है।
तैयार है प्यार में साथ चलने के लिए,
उसके हर गम को अपनाना चाहता है।
मोहब्बत तो हो ही गई है अब तो.. पर,
अब उसी से ही ये छिपाना चाहता है।
ये दिल अब किसी को पाना चाहता है,
और उसे सिर्फ अपना बनाना चाहता है।।
Yaad Shayari, Jab khamosh aankho se
HIndi Poem, Tere libas se mohabbat
Category: Hindi Poems Poetry, Love Shayari
Tere libas se mohabbat ki hai,
tere ehsas se mohabbat ki hai,
tu mere paas nahi fir bhi,
maine teri yaad se mohabbat ki hai,
kabhi tune bhi mujhe yaad kiya hoga,
maine un lamho se mohabbat ki hai,
jinme ho sirf teri aur meri baatein,
maine un alfaaz se mohabbat ki hai,
jo mahkate ho teri mohabbat se,
maine un jazbat se mohabbat ki hai,
aaoge kab wapis meri jaan,
maine tere intezaar se mohabbat ki hai!
tere ehsas se mohabbat ki hai,
tu mere paas nahi fir bhi,
maine teri yaad se mohabbat ki hai,
kabhi tune bhi mujhe yaad kiya hoga,
maine un lamho se mohabbat ki hai,
jinme ho sirf teri aur meri baatein,
maine un alfaaz se mohabbat ki hai,
jo mahkate ho teri mohabbat se,
maine un jazbat se mohabbat ki hai,
aaoge kab wapis meri jaan,
maine tere intezaar se mohabbat ki hai!
तेरे लिबास से मोहब्बत की है,
तेरे एहसास से मोहब्बत की है,
तू मेरे पास नहीं फिर भी,
मैंने तेरी याद से मोहब्बत की है,
कभी तू ने भी मुझे याद किया होगाी,
मैंने उन लम्हों से मोहब्बत की है,
जिन में हो सिर्फ तेरी और मेरी बातें,
मैंने उन अल्फाज से मोहब्बत की है,
जो महकते हो तेरी मोहब्बत से,
मैंने उन जज्बात से मोहब्बत की है,
तुझ से मिलना तो अब एक ख्वाब लगता है,
इसलिए मैंने तेरे इंतजार से मोहब्बत की है.
तेरे एहसास से मोहब्बत की है,
तू मेरे पास नहीं फिर भी,
मैंने तेरी याद से मोहब्बत की है,
कभी तू ने भी मुझे याद किया होगाी,
मैंने उन लम्हों से मोहब्बत की है,
जिन में हो सिर्फ तेरी और मेरी बातें,
मैंने उन अल्फाज से मोहब्बत की है,
जो महकते हो तेरी मोहब्बत से,
मैंने उन जज्बात से मोहब्बत की है,
तुझ से मिलना तो अब एक ख्वाब लगता है,
इसलिए मैंने तेरे इंतजार से मोहब्बत की है.
Sad Shayari, Ham juda hue the
Category: Dil Shayari, Love Shayari, Miss You Shayari, Sad Shayari, Yaad Shayari
Ham juda hue the phir milane ke liye,
zindagi ki raahon mein sang chalane ke liye,
tere pyaar ki kashish dil mein basi hai kuchh is qadar,
dua hai tera sath mile zara sambhalane ke liye
zindagi ki raahon mein sang chalane ke liye,
tere pyaar ki kashish dil mein basi hai kuchh is qadar,
dua hai tera sath mile zara sambhalane ke liye
हम जुदा हुए थे फिर मिलने के लिये,
ज़िंदगी की राहों में संग चलने के लिये,
तेरे प्यार की कशिश दिल में बसी है कुछ ईस क़दर,
दुआ है तेरा साथ मिले ज़रा संभलने के लिये।
ज़िंदगी की राहों में संग चलने के लिये,
तेरे प्यार की कशिश दिल में बसी है कुछ ईस क़दर,
दुआ है तेरा साथ मिले ज़रा संभलने के लिये।
Love Shayari, Hasrat hai sirf
Category: Love Shayari, Romantic Shayari
Yaad Shayari, Jab jab yaad karogi
Category: Hindi Shayari, Love Shayari, Miss You Shayari, Yaad Shayari
Jab jab yaad karogi apani tanhaiyo ko,
ek jalata charaag sa nazar aauga main
raah se rahaguzar ban ke bhi gujar jaogi,
ek mil ka patthar sa khada nazar aauga main..
ek jalata charaag sa nazar aauga main
raah se rahaguzar ban ke bhi gujar jaogi,
ek mil ka patthar sa khada nazar aauga main..
जब जब याद करोगी अपनी तन्हाईयो को,
एक जलता चराग सा नज़र आऊगा मैं
राह से रहगुज़र बन के भी गुजर जाओगी,
एक मिल का पत्थर सा खड़ा नज़र आऊगा मैं..
एक जलता चराग सा नज़र आऊगा मैं
राह से रहगुज़र बन के भी गुजर जाओगी,
एक मिल का पत्थर सा खड़ा नज़र आऊगा मैं..
Aadt, Aaina, Aankhon, Aansu, Aawaz, Akele,Barbadi, Bebas, Bekarar, Bekasoor, Bhula, Bichhad,Chehra, Dastaan, Dawa, Deewangi, Dhadkan,Dilkash, Dillagi, Dooriyan, Dua, Duniya, Ehsaas,Gali, Gham, Ghar, Ghazal, Haalaat, Hamdard, Hasin,Hichkiya, Himmat, Humsafar, Husan, Ijahaar,Imtihaan, Inteha, Ishq, Jism, Judai, Jurm, Kadam,Kafan, Kasam, Kashish, Khaas, Khafa, Khamosh,Khubsurat, Khush, Khyalo, Kimat, Majboor, Manjil,Masoom, Maut, Mohabbat, Mulakat, Nadaan, Nafrat,Naseeb, Najare, Neend, Patthar, Raah, Raaste, Raat,Raaz, Rab, Raste, Rishta, Rishte, Saas, Sabar, Samay,Sanam, Sapno, Saza, Shak, Shayar, Shayari,Shikayat, Siddat, Sikwa Sikayat, Taarif, Tadap,Takdir, Tamanna, Tanha, Tanhai, Taqdir, Thukraya,Umar, Ummeed, Wafa, Waqt, Zakhm
0 comments:
Post a Comment