हिंदी साहित्य का आधुनिक काल भारत के इतिहास के बदलते हुए स्वरूप से प्रभावित था। स्वतंत्रता संग्राम और राष्ट्रीयता की भावना का प्रभाव साहित्य में भी आया। भारत में औद्योगीकरण का प्रारंभ होने लगा था। आवागमन के साधनों का विकास हुआ। अंग्रेजी और पाश्चात्य शिक्षा का प्रभाव बढा और जीवन में बदलाव आने लगा।

Thursday, 18 May 2017

New Shayari Urdu Gazal

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai
 Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila
 He Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se
 Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai
 Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai
Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya
 Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai
 Nazar Ke Sagar Mein Utar Gya Hai Koi Mere
 Dil Mein Ghar Kar Gya Hai Koi Uss Ki Yaad
 Yaadgaar Ban Gayi Hai Jo Dil Mein Do Pal Thehar Gya Hai
 Koi Kitni Pyari Hawayein Chal Rahi Hain Lagta Hai
Naik Insan Mar Gya Hai Koi Tamaam Umar Kisi Yaar Ka
 Intezar Karte Aakhir Duniya Se Guzar Gya Hai
Koi Ab Mera Bachna Na Mumkin Lagta Hai
Apni Aankh Ke Nashtar Maar Gya Hai
Koi. Koi Samjhe Na Humko Beshak
 Par Aap To Samjhte Hain, Apna Banate Hain
Mere Har Gam Ko Tabhi To Hum Sambhalte Hain,
 Khuda Har Ek Khushi De Aapko Har Ek Gam Humko
Naseeb Ho,
 Bas Yahi Dil Mei Sochkar Har Ek Dua Karte Hain
 Mere khwabon me wo teer chalakar chali gayi
, main soya tha wo jagakar chali gayi,
 Maine pucha CHAAND nikalta hai kaise,
to chehre se zulfen hata kar chali gayi
 Usko Lagata hai Key Oski Zindagi Hu
 Main Uske Jazbaat Se Laikin Ajnabi Hu
Main,
 Wo Yaad Karta Hai Muja Tanha Tanhayion Main
 Uski Chahat Uski Har Khushi Hu Main,
 Wo Har Lamha Mere Pass Rehna Chahata Hai
 Uske Khayal Se bhi door Hi Rehti hu main,
Us Nay Manga Hai Har Pal Mujhe Duaon Main
Main Usko Phir Bhi Kahan Milti Hu , Uski Aankh May
Ansoo Lab Pe Hasi Ban Key Har Lahma
Main Hi Toa Jhalakti Hu .
. Wo Khud Nahi Jaanti Wo Kitni Pyari Hai
Jaan Hai Hamari Hume Jaan Se Pyari Hai
Dooriyo Ke Hone Se Kya Fark Padta Hai
Wo Kal Bhi Hamari Thi Aaj Bhi Hamari Hai

Share:

0 comments:

Post a Comment

Wikipedia

Search results

Popular Posts

Recent Posts

Unordered List

Text Widget

Pages

स्वागत है आपका हमारे इस समूह में आप इसमें गजल शायरी मुक्तक कविता और कहानियां पढ़ सकते हैं और दोस्तों को भेज भी सकते हैं धन्यवाद

Powered by Blogger.
The Magazine

Facebook

https://www.facebook.com/sahityasewamanch/

Contact Form

Name

Email *

Message *

Followers

statistics

Search This Blog

New Shayari

Link list

Translate

Random Posts

Recent Posts

Popular Posts

Text Widget

Copyright © Sahitay Sewa Manch | Powered by Kavi Nadeem Design by Kavi | Blogger Theme by NewBloggerThemes.com